PAYTM PE BINA OTP LOGIN KASE KRE?






Paytm India ki sabse badi aur popular e-wallet hai, jo ab ek Payments Bank bhi ban chuki hai. Jiske karan Paytm lagatar apne platform ko more secure karane ki koshish me lagi rahti hai.

Vaise ye security ke lihaz se better hai aur jaruri bhi hai.
But yadi kabhi apne home par registered mobile number bhul jate hai ya kahi lost ho jata hai aur aapko Paytm use karane ki jarurat pad jati hai to tab kya karenge.
Iska ek hi solution aap aisa koi trick use kare, jisse Paytm OTP ko bypass kar sake aur login ho jaye.
Chaliye jante hai –

1.Paytm Mall Method

Bina OTP ke Paytm login hone ke liye ye safest tarika hai, jo behad easy aur quick hai.
1.Paytm Mall download kare.
2.Ab install aur open kare.
3.Login details ask karega.
4.Ab aap apne Existing Paytm Credentials (Mobile Number/Email Address & Password) details se login ho jaye.
5.Aapka Paytm mall without OPT verification ke open ho jayega.
6.Ab Paytm Mall ke through Profile >> Passbook >> Send Money to Bank me jaye.
7.Amount aur bank details enter kare aur money transfer kar le.
But is bat ka dhyan rakhe ki aapke Paytm Account me minimum balance Rs 100 ho, usse kam money transfer nahi kiya ja sakta

2.Old Paytm Version Method

Shuruaat me Paytm me without OTP ke bhi login ho jate the. Isliye jab bina OTP ki login karna ho to Old Paytm Version use karana better & safest method hai.
1.Sabse pahle Paytm ka new version uninstall kare de.
2.Paytm ka old version install kare.
3.Ab login ho jaye, OTP ki jarurat nahi padegi.
me ummed krunga ki apko ye 2treeke pasand aaye honge
Agar apko ye post aachi lagi ho to isse share KRE.